Tera Chehra Jab Nazar Aaye _ Adnan Sami - Adnan Sami Lyrics

Yeh zameen ruk jaye Aasmaan jhuk jaye  Tera chehra jab nazar aayeTera chehra jab nazar aaye

Singer:         Adnan Sami

💗👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇👇💗
Tera Chehra Jab Nazar Aaye  lyrics

Yeh zameen ruk jaye
Aasmaan jhuk jaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
Yeh zameen ruk jaye
Aasmaan jhuk jaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tu ijazat day agar
Tujhse thoda pyaar main karloon
Jaanay jaan
Baith meray saamnay
Khaali dil khaali nazar bhar loon
Jaanay jaan
Tu khafa ho jaye
Raat abhi ho jaye
Din tere aanchal mein chup jaye
Chup jaye
Yeh zameen ruk jaye
Aasmaan jhuk jaye Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar  aayeTu agar kehday mujhe
Chand bhi lay aaoonJaanay jaan
Jaanay jaan
Ik taara maang lay
Aasmaan lay aaoonJaanay jaan
Jaanay jaan
Yaad tu jab aaye
Neend bhi lay jaye
Khwabon ke jungle mein chup jaye
Chup Jaye
Yeh zameen ruk jaye
Aasmaan jhuk jaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
💖👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆👆💖